Showing posts with label Designed Poetry. Show all posts
Showing posts with label Designed Poetry. Show all posts

Friday, 11 July 2014

"Kiun Rakhoon Main Apne Qalam Main Sayahi...!

"Kiun Rakhoon Main Apne Qalam Main Sayahi...!"

"Jab Koi Armaan Dil Main Machalta Hi Nahi...!"

"Na_Jane Kiun Sabhi Shak Karte Hain Mujh Par...!"

"Jab Sookha Gulab Meri Kitaabon Main Milta Hi Nahi...!"

"Kashish To Bohat Thi Mere Pyaar Main...!"

"Magar Kya Karoon Koi Pathar Dil Pighalta Hi Nahi...!"

Agar Khuda Mile To Us Se Apna Pyaar Mangoon Ga

"Par Suna Hai Wo Marne Se Pehle Kisi Se Milta hi Nahi.

Wo aag to Lagata hai pr jaLnay nahi deta.

Wo pyar yun karta hai sanbhaLny nhi deta,
Phir dukh k samandar mein ubharny nahi deta.
Us ki jafa b mashoor hai WAFA k saath,
Wo dard to deta hai pr ronay nahi deta.
Karta hai waar marham ko khanjar pe Laga k,
Wo zakham to deta hai pr marnay nahi deta.
Jo torrta hai diL to aansu b bahata hai,
Barbaad to karta hai pr ujrrny nahi deta.
Mehboob miLa hai hum ko ajeeb sa,
"A jan",

Wo aag to Lagata hai pr jaLnay nahi deta.

Ye na socha tha

Uski Ankhon mein Hum ne wafa dekhi thi

Us mein mehkty pholon ki Ada dekhi thi

Ye na socha tha k wo Bhol jaye ga,

Us mein to chahat ki intha dekhi thi..!!

 

Thursday, 5 June 2014

Is Jawani mai kar lo jitny kar sakty ho Sajdy





Is Jawani mai kar lo jitny kar sakty ho Sajdy 
mai ny burhapy mai aksar logo ko bina Sajdy
Namaz party daikha hy 


Wednesday, 4 June 2014

Tuesday, 3 June 2014

Monday, 2 June 2014

Matlab ki duniya the is liyai chor diya sab sy milna

Matlab ki duniya the is liyai chor diya sab sy milna 
warna hamari zindafi abi tanhai k kabil tu na the 

Aik mai he nahe jurm-e-muhabat ka khatawar


Aik mai he nahe jurm-e-muhabat ka khatawar 
halka  tabasum  b  to shamil  tha  udhar  sy

Aisa Khamoshi ka Alam ho jayai ga hamary baad


Aisa Khamoshi ka Alam ho jayai ga hamary baad 
k ho kar Udaas parindy b tera Shehar chor jain gay 

Bohat Socha ......


Bohat Socha ......
                          Bohat Samja......
Bohat he dair tak parkha 
tenha Jee lena  ****Muhabat**** sy behtar hy 

Mai khoon baich kar roti kharid laya hon


Mai khoon baich kar roti kharid laya hon 
Ammir-e-shehar ye halal hy ya nahe 

Sahib shariyat hio aik fatwa tu do



Sahib shariyat hio aik fatwa tu do 
Rukh-e- yaar pay marna b shahadat hy kiya 

Hum tuj par apni Jaan tak lota dain gay

Hum tuj par apni Jaan tak lota dain gay 
Tu hum sy hum jaisy Muhabat to kar k daikh