Monday, 2 June 2014

Hum tuj par apni Jaan tak lota dain gay

Hum tuj par apni Jaan tak lota dain gay 
Tu hum sy hum jaisy Muhabat to kar k daikh

Hum tuj par apni Jaan tak lota dain gay

Hum tuj par apni Jaan tak lota dain gay 
Tu hum sy hum jaisy Muhabat to kar k daikh

Khudkushi Haram hy .....


Khudkushi Haram hy .....
tery bina jina b jaiz nahe .....

Lagy howay ho? mujhy bholny ki koshish mai

Lagy howay ho? mujhy bholny ki koshish mai 
Meri Dua hy. Khuda tumhy kamyab kary 

Mutahid ho tu badal dalo Nizam e Gulshan

Mutahid ho tu badal dalo Nizam e Gulshan 
Muntasher ho to maro Shor machaty q ho 

Mery anso ponch kar koi bas ye bata do mujhy

Mery anso ponch kar koi bas ye bata do mujhy
Rolany    wala   he   aksar   q   yaad   aty   hain

Sunday, 1 June 2014

Talash hai aik aisy shekh ki

Talash hai aik aisy shekh ki
Jo ankho mai us waqt dard daikh ly
Jab duniya hum sy kehti hy
Kiya yar tum hamesha hansty rehty ho