Monday, 2 June 2014

Aisa Khamoshi ka Alam ho jayai ga hamary baad


Aisa Khamoshi ka Alam ho jayai ga hamary baad 
k ho kar Udaas parindy b tera Shehar chor jain gay 

Bohat Socha ......


Bohat Socha ......
                          Bohat Samja......
Bohat he dair tak parkha 
tenha Jee lena  ****Muhabat**** sy behtar hy 

Mai khoon baich kar roti kharid laya hon


Mai khoon baich kar roti kharid laya hon 
Ammir-e-shehar ye halal hy ya nahe 

Sahib shariyat hio aik fatwa tu do



Sahib shariyat hio aik fatwa tu do 
Rukh-e- yaar pay marna b shahadat hy kiya 

Hum tuj par apni Jaan tak lota dain gay

Hum tuj par apni Jaan tak lota dain gay 
Tu hum sy hum jaisy Muhabat to kar k daikh

Hum tuj par apni Jaan tak lota dain gay

Hum tuj par apni Jaan tak lota dain gay 
Tu hum sy hum jaisy Muhabat to kar k daikh

Khudkushi Haram hy .....


Khudkushi Haram hy .....
tery bina jina b jaiz nahe .....